Cooler ke condenser aur motor capacitor kaise check karein

Is video mein hum aapko cooler ke condenser aur motor ke capacitor ko sahi tarike se check karne ka tarika batayenge. Janiye kaise apne cooler ki performance ko behtar banayein aur samasyaon ka samadhan karein.

Khempur Repair365 views3:16

🔥 Related Trending Topics

LIVE TRENDS

This video may be related to current global trending topics. Click any trend to explore more videos about what's hot right now!

THIS VIDEO IS TRENDING!

This video is currently trending in Bangladesh under the topic 's'.

About this video

Title
Cooler ka condenser kaise check Karen | capacitor | motor ka capacitor kaise check Karen

Hi doston khempur repair channel Mein aapka Swagat hai

About
doston Ham aapko cooler ko repair karne ka Sahi Tarika batate Hain apni video mein Chahe aapke cooler mein kisi bhi Tarah Ki problem ho cooler ki motor ded Ho work nahin karti ho ya FIR motor heat hoti Ho motor Kuchh der chalne ke bad Jaam Ho Jaati Ho motor Se Kisi bhi Tarah Ki smel aati ho jaise ki Jalne ki to in Sari problem ka solution Ham aapko batate Hain apni video mein iske sath hi aap cooler ki motor ki winding kaise kar sakte hain aur usmein kitne number ka tar lagta hai kaise connection Kare Jaate Hain cooler motor ke kitne mfd ka capacitor lagta hai motor ko kaise check Karte Hain motor mein sabse Jyada men fault kaun se aate hain aur unko repair Karne Ka Tarika kya hai yah sab main aapko apni video mein batata hun aur Aaj Bhi main aapke liye ek Aisa Hi video Lekar Aaya hun agar aap repairing Karte Hain To aap is video ko Jarur Dekhen yah video aapke bahut kam ka hai video Pasand Aaye To like Karen share Karen thank u

Instagram
https://www.instagram.com/khempurrepair/

#khempurrepair #cooler
#coolerrepair #coolerconnection


Video Information

Views
365

Total views since publication

Duration
3:16

Video length

Published
Jun 24, 2020

Release date