Pehla Nasha Pehla Khumar Full HD 🎶
Enjoy the classic song 'Pehla Nasha Pehla Khumar' sung by Udit Narayan & Sadhana Sargam, from the film featuring Aamir Khan.

Rakib Sultan Music
122.1M views • Mar 31, 2022

About this video
Song Title - Pehla Nasha Pehla Khumar
Music Director - Mansoor Khan
Lyrics - Majrooh Sultanpuri
Singers - Udit Narayan, Sadhana Sargam
StarCast: Aamir Khan, Ayesha Jhulka
Movie - Jo jeeta Wohi sikandar
Director - Mansoor khan
Lyrics -
Pehla nasha, pehla khumaar Naya pyaar hai, naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata Pehla nasha, pehla khumaar Udta hi phirun in hawaaon mein kahin Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin Udta hi phirun in hawaaon mein kahin Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin Ik kar doon aasmaan aur zameen Kaho yaaron kya karoon, kya nahin Pehla nasha, pehla khumaar Naya pyaar hai, naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata Pehla nasha, pehla khumaar Usne baat ki, kuchh aise dhang se Sapne de gayi wo hazaaron rang ke Reh jaaun jaise main haar ke Aur choome wo mujhe pyaar se Pehla nasha, pehla khumaar Naya pyaar hai, naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata tu hi bata, tu hi bata

Tags and Topics
Browse our collection to discover more content in these categories.
Video Information
Views
122.1M
Likes
450.6K
Duration
4:19
Published
Mar 31, 2022
User Reviews
4.4
(24428) Related Trending Topics
LIVE TRENDSRelated trending topics. Click any trend to explore more videos.