Mohabbat, Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar | Dil Hai Tumhaara | Preity Zinta & Mahima | Alka Y, Kumar S

ऐसे ही सदाबाहर गीत देखने के लिए जुड़े रहें हमारे Bollywood Songs YouTube Channel से - https://www.youtube.com/@UCYUp7AiwODz1qP9N1CvVnBg Song Credits : Song...

Mohabbat, Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar | Dil Hai Tumhaara | Preity Zinta & Mahima | Alka Y, Kumar S
Bollywood Songs
8.4M views • May 28, 2023
Mohabbat, Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar | Dil Hai Tumhaara | Preity Zinta & Mahima | Alka Y, Kumar S

About this video

ऐसे ही सदाबाहर गीत देखने के लिए जुड़े रहें हमारे Bollywood Songs YouTube Channel से - https://www.youtube.com/@UCYUp7AiwODz1qP9N1CvVnBg


Song Credits :
Song: Mohabbat Dil Ka Sakoon
Movie: Dil Hai Tumhaara
Singer(s) : Alka Yagnik, Kumar Sanu & Udit Narayan
Music Director : Nadeem - Shravan
Lyricist : Sameer

Movie Cast & Crew :
Producer : Tips Films
Director : Kundan Shah
Cast : Preity Zinta, Mahima Chaudhry, Arjun Rampal, Jimmy Shergill & Rekha

Song Lyrics:
Hey Hey Hey Hey Hey Hey
Aa Ha Ha Ha Ha Ha
Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Aa Ha Ha Ha Ha
Mohabbat, Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar
Mohabbat, Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Mohabbat, Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar
Mohabbat, Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Oh, Dekha Hai Aaj Humne Sanam
Aap Ki Aankhon Mein Pyaar

Mohabbat, Dil Ka Sukoon Hai Aitbaar
Mohabbat, Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Dekha Hai Aaj Humne Sanam
Aap Ki Aankhon Mein Pyaar
Mohabbat, Dil Ka Sukoon Hai Aitbaar
Mohabbat, Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar

Hey Hey Hey Hey Hey
Aa Ha Ha Aa Aa
Ishq Hai Chaahat Ka Nasha
Tujhko Nahin Hai Pata
Jisne Kiya Woh Jaane Hain
Kaisa Hai Iska Maza
Is Mein Milan Ki Hai Bekhudi
Is Mein Judaai Bhi Hai
Is Mein Wafaaon Ka Rang Hai
Bewafai Bhi Hai
Pyaar Mein Jeete Marte Hain
Hum Aashiq Deewaane
Pyaar Mein Jeete Marte Hain
Hum Aashiq Deewaane
Mohabbat, Dil Ki Ada Hai Yeh Iktiyaar
Mohabbat, Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar

Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Oh Ho Ho Ho Ho
Is Mein Haqeeqat Hai Chhupi
Is Mein Kahaani Bhi Hai, Oh
Is Ke Labon Pe Hasi Hai Toh
Aankhon Mein Paani Bhi Hai
Is Mein Toh Hai Bechainiyaan
Is Mein Qaraar Bhi Hai
Jeet Hai Jo Is Khel Mein
Is Mein Toh Haar Bhi Hai
Is Mein Jalke Marte Hai
Ulfat Ke Parwaane
Ho, Is Mein Jalke Marte Hain
Ulfat Ke Parwaane

Mohabbat, Karti Hai Dil Ko Beqaraar
Mohabbat, Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Mohabbat, Dil Ka Sukoon Hai Aitbaar
Mohabbat, Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Ho, Dekha Hai Aaj Humne Sanam
Aap Ki Aankhon Mein Pyaar

#MohabbatDilKaSakoon #DilHaiTumhaara #PreityZinta #ArjunRampal #MahimaChaudhary #JimmyShergill

Mohabbat Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar | Dil Hai Tumhaara | Alka, Kumar & Udit | Nadeem - Shravan

If you like the video don't forget to Like, Comment, and Share it with others.
Stay connected with us!!!
Follow us on our Social Media Platforms:
► Facebook: https://www.facebook.com/TipsMusic
► Instagram: https://www.instagram.com/tips
► Twitter: https://twitter.com/tipsofficial

Join Us On:
https://www.youtube.com/90sGaane
https://www.youtube.com/tipsofficial
https://www.youtube.com/jhankargaane
https://www.youtube.com/TipsFilms
https://www.youtube.com/TipsPunjabi
https://www.youtube.com/TipsBhojpuri
https://www.youtube.com/TipsMarathi
https://www.youtube.com/bhaktiprem
https://www.youtube.com/volume
https://www.youtube.com/TipsRajasthani
https://www.youtube.com/TipsHaryanvi
https://www.youtube.com/TipsIbadat
https://www.youtube.com/TipsTamil
https://www.youtube.com/TipsGujarati
https://www.youtube.com/TipsTelugu
https://www.youtube.com/TipsMalayal...
https://www.youtube.com/TipsSindhi
https://www.youtube.com/TipsKannada

Tags and Topics

Browse our collection to discover more content in these categories.

Video Information

Views

8.4M

Likes

33.5K

Duration

5:37

Published

May 28, 2023

User Reviews

4.3
(1684)
Rate:

Related Trending Topics

LIVE TRENDS

Related trending topics. Click any trend to explore more videos.