Main Rang Sharbaton Ka (Reprise) | Arijit Singh | Phata Poster Nikla Hero 🎶

Experience the soulful reprise version of 'Main Rang Sharbaton Ka' from Phata Poster Nikla Hero, sung by Arijit Singh. Dive into the heartfelt lyrics by Irshad Kamil and the beautiful music by Pritam.

Main Rang Sharbaton Ka (Reprise) | Arijit Singh | Phata Poster Nikla Hero 🎶
LOFI NIGHT
335.7K views • Apr 18, 2023
Main Rang Sharbaton Ka (Reprise) | Arijit Singh | Phata Poster Nikla Hero 🎶

About this video

Song Credits:-
Song: Main Rang Sharbaton Ka
Movie: Phata Poster Nikla Hero
Singer: Arijit Singh
Lyricist: Irshad Kamil
Music: Pritam

Song Lyrics:-

Khwaab hai tu neend hoon main
Dono mile, raat bane
Roz yehi maangun duaa
Teri meri baat bane.. baat bane..

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan kya samjhaawan
Jaag ke ratiyaan roz bitaawan
Iss sey aage ab main kya kahoon

Ho yaara tujhe boldi aakhiyaan
Sadke jawaan…
Maang le pakiyaan aaj duawaan
Isse aage ab main kya kahun…

Maine toh dheere se
Neendon ke dhaage se
Bandha hai khwabon ko tere

Main na jahaan chahun
Na aasmaan chahun
Aaja hisse mein tu mere

Tu dhang chahaton ka
Main jaise koi naadani
Tu dhang chahaton ka
Main jaise koi naadani

Mujhe khud se jod le toh
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani.

Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Tune jo dekha hai, Tune jo jaana hai
Hoon bhi nahi bhi hoon main woh
Chahoge tum jaisa
Ho jaaunga waisa
Chaaho toh waada ye le lo

Tum ek musafir ho
Main koi raah anjaani
Tum ek musafir ho
Main koi raah anjaani
Mann chaah mod de toh
Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Mujhe khud mein ghol de toh
Mere yaar baat ban jaani
Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani

Ho yaara tujhe pyaar ki baatiyan kya samjhava
Jaagke ratiyaan roz bitawaan
Iss se aage ab main kya kahun

Ho yaara tujhe boldi aakhiyaan, sadke jawaan
Maang le pakiyaan aaj duawaan
Iss se aage ab main kya kahun

Video Information

Views

335.7K

Likes

2.5K

Duration

4:36

Published

Apr 18, 2023

User Reviews

4.3
(67)
Rate:

Related Trending Topics

LIVE TRENDS

Related trending topics. Click any trend to explore more videos.