Khaike Paan Banaraswala sa prevodom

prevod indijske pjesme Khaike Paan Banaraswala Arey tumka kaa batayee bhaiya, hamara hal kaa hai Nikle the ham halwa khane, muh hee jal gaya hai Hmmm....

Khaike Paan Banaraswala sa prevodom
Sanela S
694.3K views • Oct 31, 2016
Khaike Paan Banaraswala sa prevodom

About this video

prevod indijske pjesme

Khaike Paan Banaraswala

Arey tumka kaa batayee bhaiya, hamara hal kaa hai
Nikle the ham halwa khane, muh hee jal gaya hai

Hmmm.... kaa tumka batayee, abb kaa samjhay
Badee durghatna hai, muskil bachna hai
Chala aisa chakkar, uthee aisee aandhee
Padee humka karnee, badee kuda phandee
Badee lambi chodee, huyee bhaga dodee
Din rat jo humne jag jag, kee aisee bhagam bhag
Ke ham kabhee hiya gaye, kabhee huwa gaye
Kabhee hiya gaye, kabhee huwa gaye
Kabhee idhar bhage, kabhee udhar bhage, phir tumne diya yeh pan
Toh aayee hamri jan me jan - (3)

(O khaike pan banaras wala -2
Khul jaye band akal kaa tala) - (2)
Phir toh aisa kare dhamal
Sidhee kar de sabkee chal, o chhora o chora
O chora ganga kinare wala - (2)
Khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala

Arey ram duhayee kaise chakkar me pad gaya hay hay hay
Kaha jan phasayee mai toh sulee peh chadh gaya hay hay
Kaisa sidha sadha mai kaisa bhola bhala ha ha
Arey kaisa sidha sidha mai kaisa bhola bhala
Janey kaun ghadee me pad gaya padhe likho sey pala
Mithee chhuree sey, mithee chhuree sey hua halal
Chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala
Khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala

Ek nar navelee badee albelee kare atkelee
Uskee badee hai dhum hai aisee mann bhavan
Sab dekhe usko palat palat aur ghum ghum
Won nagar nagar jae dagar dagar
Aur an gang me jyotee chamke jagar jagar
Sundar bala palko me liye ek swapna lok adharo me liye yovan hala
Ithlatee hai balkhatee hai tan kaa chandan, woh chalak chalak chalkatee hai
Woh nain dwar sey tan me aake, mann me jwala jagatee hai
Woh chandramukhee hai, woh mrignainee hai – (2)
Woh rupvatee hai, woh madhumatee hai
Dhin tak dhin tak dhin tak han........

Ek kanya kunwaree hamaree surat peh mar gayee hay hay hay
Ek mithee kataree, hamare dil me utar gayee hay hay
Kaisee goree goree o tikhee tikhee chhoree wah wah
Arey kaisee goree goree o thikhee thikhee chhoree
Karke jora joree kar gayee hamare dil kee choree
Milee chhoree toh milee chhoree toh huwa nihal
Chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala
O khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala - (2)
Phir toh aisa kare dhamal, sidhee kar de sabkee chal
O chora o chora, o chhora ganga kinare wala
O chhora ganga kinare wala hu

Tags and Topics

Browse our collection to discover more content in these categories.

Video Information

Views

694.3K

Likes

8.0K

Duration

5:10

Published

Oct 31, 2016

User Reviews

4.6
(138)
Rate:

Related Trending Topics

LIVE TRENDS

Related trending topics. Click any trend to explore more videos.

Trending Now