Sandese Aate Hai 4K Song - Sonu Nigam & Roop Kumar Rathod | Border (1997)

Experience the heartfelt patriotic song 'Sandese Aate Hai' from the film Border (1997), featuring Sonu Nigam and Roop Kumar Rathod, with performances by Sunny Deol and Akshaye Khanna.

Bollywood HD Songs1.5M views18:29

🔥 Related Trending Topics

LIVE TRENDS

This video may be related to current global trending topics. Click any trend to explore more videos about what's hot right now!

THIS VIDEO IS TRENDING!

This video is currently trending in Saudi Arabia under the topic 'new zealand national cricket team vs west indies cricket team match scorecard'.

About this video

Sandese Aate Hai 4K Song - Sonu Nigam & Roop Kumar Rathod | Border (1997) | Sunny Deol, Akshaye Khanna Experience the heart-touching patriotic song "Sandese Aate Hai" in stunning 4K quality! 🇮🇳✨ This iconic song from the 1997 blockbuster Border, beautifully sung by Sonu Nigam and Roop Kumar Rathod, captures the emotions of soldiers longing for their loved ones. With powerful music composed by Anu Malik and meaningful lyrics by Javed Akhtar, this song remains one of Bollywood’s most cherished patriotic melodies. 🎶❤️ 00:00 Song 1 - Sandese Aate Hai 09:03 Song 2 - Mere Dushman 14:09 Song 3 - Hindustan Hindustan 📽️ Movie: Border (1997) 🎤 Singers: Sonu Nigam, Roop Kumar Rathod 🎼 Music: Anu Malik ✍️ Lyrics: Javed Akhtar 🎭 Starring: Sunny Deol, Akshaye Khanna, Suniel Shetty, Jackie Shroff 🎬 Director: J.P. Dutta 🎞️ Production: J.P. Films 🔔 Don't forget to Like, Share & Subscribe for more classic Bollywood songs! Lyrics: Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Kisi dil waali ne, kisi matwaali ne Hamein khat likha hai Yeh humse poochha hai Kisi ki saanson ne, kisi ki dhadkan ne Kisi ki choodi ne, kisi ke kangan ne Kisi ke kajre ne, kisi ke gajre ne Mehakti subahon ne Machalti shaamon ne Akeli raaton mein, adhoori baaton ne Tarasti baahon ne Aur poochha hai tarsi nigaahon ne Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh dil soona soona hai Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Mohabbat waalon ne hamaare yaaron ne Hamein yeh likha hai, ki humse poochha hai Hamaare gaaon ne, aam ki chhaaon ne Puraane peepal ne, baraste baadal ne Khet khalihano ne, hare maidano ne Basanti belon ne, jhoomti belon ne Lachakate jhoolon ne, dahakate phoolon ne Chatakati kaliyon ne Aur poochha hai, gaaon ki galiyon ne Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin gaanv soona soona hai Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Kabhi ek mamta ki, pyaar ki Ganga ki Jo chitthi aati hai, saath woh laati hai Mere din bachpan ke, khel woh aangan ke Woh saaya aanchal ka, woh teeka kaajal ka Woh lori raaton mein, woh narmi haathon mein Woh chaahat aankhon mein Woh chinta baaton mein Bigadna upar se, mohabbat andar se Kare woh devi Maa Yehi har khet mein poochhe meri Maa Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin aangan soona soona hai Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Aye guzarne waali hava bata Mera itna kaam karegi kya Mere gaanv ja mere doston ko salam de Mere gaanv mein hai jo woh gali Jahan rehti hai meri dilruba Use mere pyaar ka jaam de Use mere pyaar ka jaam de Wahin thodi door hai ghar mera Mere ghar mein hai meri boodhi Maa Meri Maa ke pairon ko chhoo ke tu Use uske bete ka naam de Aye guzarne waali hava zara Mere doston, meri dilruba Meri Maa ko mera payaam de Unhein ja ke tu yeh payaam de Main waapas aaunga, main waapas aaunga Phir apne gaanv mein, usi ki chhaanv mein Ki Maa ke aanchal se Gaanv ke peepal se, kisi ke kaajal se Kiya jo waada tha woh nibhaaunga [Main ek din aaunga] (x8) #PatrioticSongs #DeshBhaktiGeet #BollywoodPatrioticSongs #IndianArmy #VandeMataram #JaiHind #IndependenceDay #RepublicDay #IndianMusic #EvergreenBollywood #HindiSongs #4KRemastered #NationalSongs #BharatMataKiJai #BollywoodHits #TributeToSoldiers #OldIsGold #BestBollywoodSongs #DeshPrem #IndiaPride

Video Information

Views
1.5M

Total views since publication

Likes
7.3K

User likes and reactions

Duration
18:29

Video length

Published
Apr 8, 2025

Release date

Quality
hd

Video definition